Roman script

janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao

mai ban jau pyar bhara dil, mai ban jau pyar bhara dil 

tum dil ki dhadkan ban jao, tum dil ki dhadkan ban jao

mai ban jau pyar bhara dil, tum dil ki dhadkan ban jao

tum dil ki dhadkan ban jao

jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me

yu bas jao ankho me

jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me

mai chehra ban jau tumhara, mai chehra ban jau tumhara

tum mera darpan ban jao, tum mera darpan ban jao

janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao

ek aisa bandhan ban jao

ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye

aise aaj sama jaye

ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye

mai ban jaau sans tumhari, mai ban jaau sans tumhari

tum mera jiwan ban jao, tum mera jiwan ban jao

janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao

mai ban jau pyar bhara dil, mai ban jau pyar bhara dil 

tum dil ki dhadkan ban jao, tum dil ki dhadkan ban jao

Explore this song