Roman script

janab-e-ali idhar bhi dekho 
janab-e-ali idhar bhi dekho 
khdi hai kab se ye baat kahne 
janab-e-ali 
ho ho ho mohabbat mein duniya ki har saiy hsi hai 
mohabbat nahi hai to kuch bhi nahi hai 
janab-e-ali idhar bhi dekho 
khdi hai kab se ye baat kahne 
janab-e-ali
mohabbat si duniya mein kaliya khili hai khili hai 
isi se jo mane to khushiya mili hai mili hai 
ye chhota sa ek labj kitna hasi hai 
mohabbat nahi hai to kuch bhi nahi hai 
janab-e-ali idhar bhi dekho 
khdi hai kab se ye baat kahne 
janab-e-ali
mohabbat na hoti to duniya na hoti na hoti
na jalwe na hoti to tamnana na hoti 
mohabbat se kayam palak hai jami hai 
ye chhota sa ek labj kitna hasi hai 
mohabbat nahi hai to kuch bhi nahi hai 
janab-e-ali idhar bhi dekho 
khdi hai kab se ye baat kahne 
janab-e-ali
ho ho ho mohabbat mein duniya ki har saiy hsi hai 
mohabbat nahi hai to kuch bhi nahi hai 
janab-e-ali idhar bhi dekho 
khdi hai kab se ye baat kahne 
janab-e-ali

Song details

Song video

Watch on YouTube