Roman script

jana, jana, jana nadiya jana 

desh piya ke jana

jana, jana, jana nadiya jana

desh piya ke jana

man ki baat sunana, nadiya jana 

man ki baat sunana

jana, jana, jana nadiya jana

desh piya ke jana

jalti is paar ji ki jawala

jalti is paar ji ki jawala

saajan ko dikhalana

hamri vyatha sunana

hamri vyatha sunana

nadiya jana, desh piya ke jana

jana, jana, jana nadiya jana

desh piya ke jana

maujo me bahar

man ki mauje le ja 

le ja, le ja

maujo me bahar

man ki mauje le ja 

le ja, le ja

maujo ka saaz bajana

maujo ka saaz bajana

biraha ke geet sunana

maujo ka saaz bajana

biraha ke geet sunana

nadiya jana, desh piya ke jana

jana, jana, jana nadiya jana

desh piya ke jana

nadiya jana, desh piya ke jana

jana, jana, jana nadiya jana

desh piya ke jana

nadiya jana

Explore this song