Roman script

jaaneman jaan-e-jigar jaan-e-tamanna jaan le

he he jaaneman jaan-e-jigar jaan-e-tamanna jaan le

are mai hu diwana tera 

mai hu diwana tera surat meri pahchaan le

he he jaaneman jaan-e-jigar jaan-e-tamanna jaan le

jaaneman jaan-e-jigar jaan-e-tamanna jaan le

oh masiha dekh hans ke apne is bimaar ko 

ham milenge tod ke duniya ki har divaar ko 

ae mere ruthe sanam kahana tu mera maan le 

jaaneman jaan-e-jigar jaan-e-tamanna jaan le

yaad kar yaad kar yaad kar 

yaad kar kaise kaha dil rah gaya tha tut kar 

yaad kar yaad kar ek din main le gaya tha 

tera sab kuchh lut kar 

yaad kar yaad kar, mujhse vaapas aaj tu

apne sabhi armaan le 

jaaneman jaan-e-jigar jaan-e-tamanna jaan le

he he jaaneman jaan-e-jigar jaan-e-tamanna jaan le

Explore this song