Roman script

jal raha hai aashiya 

jal raha hai aashiya 

aur main tamasha dekhta hu 

lut raha mera jaha 

lut raha mera jaha

aur main tamasha dekhta 

jal raha hai aashiya 

jindagi ke raste par 

chhodkar wo chal diye 

jindagi ke raste par 

chhodkar wo chal diye 

ja raha hai kaarwaa

ja raha hai kaarwaa

aur main tamasha dekhta 

jal raha hai aashiya 

meri halat ne mujhe 

majbur aisa kar diya 

meri halat ne mujhe 

majbur aisa kar diya 

band hai meri jaban 

band hai meri jaban 

aur main tamasha dekhta 

jal raha hai aashiya

Explore this song