Roman script
Jal naa jaaye jal [x4] [1st Jal:Burn, 2nd Jal:Water] Dharaa naa kal ho maaruthal [Maruthal: Desert] Sambhal jaa re ab paagal paagal Jal naa jaaye jal [x4] Saagar saagar pehra de Gaagar gaagar pehra de Boond boond par pehra de Baadal baadal pehra de Nadi hai pyaasi Ghada hai pyaasa Nadi hai pyaasi Ghada hai pyaasa Marr na jaaye kal arey paagal Jal naa jaaye jal [x4] Saanson ka aur boondon ka Donon ka bal ek saa Donon jeevan baantein Donon ka phal ek saa Boondon ko bhi Saanson jaisi Boondon ko bhi Saanson jaisi Maan ke chal, arey samajh le paagal Jal naa jaaye jal [x4]
Song details
- Singer: Sukhwinder Singh
- Film / album: Satyamev Jayate (TV Series)
- Composer: Ram Sampath
- Lyricist: Munna Dhiman
language: Hindi