Roman script

jal jal ke maru kuch kah na saku jal jal ke maru 
jal jal ke maru kuch kah na saku 
mujhsa bhi koi nakam na ho ho jal jal ke maru 
jo hal sawere shama ka tha aisa hi mera anjam na ho
ho jal jal ke maru 
duniya si luti jati hai meri
duniya si luti jati hai meri
phariyad bhi karna mushkil hai
ab tak jo chhupa tha dil me 
mere wo pyar kahi badnam na ho ho jal jal ke maru 
dil gam se mera ghabrane laga
dil gam se mera ghabrane laga
aankho pe andhera chhane laga
jate hue suraj lotke aa 
duniya me hamari chand na ho ho jal jal ke maru 
jal jal ke maru kuch kah na saku 
mujhsa bhi koi nakam na ho
jal jal ke maru

Song details

Song video

Watch on YouTube