Roman script

jal jal ke dhunaa ho rahe ham

nas nas mein nasha bheega hain man

jismo ki dabi aarzoo hain

mar jaaye teri baahon mein ham

jal jal ke dhunaa ho rahe ham

nas nas mein nasha bheega hain man

jismo ki dabi aarzoo hain

mar jaaye teri baahon mein ham

ho ho ho baaho mein ham

aaj raat ko hosh ki hain jaroorat kahan

aaj sharm se koi keh de na paaye yahan

aaj raat ko hosh ki hain jaroorat kahan

aaj sharam se koi kehde na paaye yahan

chhune se tere o jaaneman

hota hain junoon deewanapan nasha 

jal jal ke dhuan ho rahe  ham

nas nas mein nasha bheega hain maann

jismo ki dabi aarzoo hain

mar jaaye teri baahon mein ham

yeh is kadar mil gaye hain hamare badan

yeh bhi nahi hain pata kaun tum kaun ham

yeh is kadar mil gaye hain hamare badan

yeh bhi nahi hain pata kaun tum kaun ham

ehsaas paseene se hain nam 

sholo se chalakti hain shabnam jara

jal jal ke dhuan ho rahe  ham

nas nas mein nasha bheega hain maann

jismo ki dabi aarzoo hain

mar jaaye teri baahon mein ham

jal jal ke dhuan ho rahe  ham

nas nas mein nasha bheega hain maann

jismo ki dabi aarzoo hain

mar jaaye teri baahon mein ham

ho ho ho baaho mein ham

Explore this song