Roman script

jal gaya bahar me 

mere dil ka aashiyana

jal gaya bahar me

jalte jalte lut gaya

jindagi ka karvaan

jal gaya bahar me

dil ne kisi ko kho diya 

hans ke naseeb ro diya

dil ne kisi ko kho gaya

hans ke naseeb ro diya

mit gayi dhar vo

hone na payi thi jawa

aashu ban ke beh gayi

do dilo ki dastan

jal gaya bahar me 

mere dil ka aashiyana

hotho pe aa gaya hai dam

kaise jiyenge haye ham

hotho pe aa gaya hai dam

kaise jiyenge haye ham

dil pe mere geer padi

ranjo gam ki bijaliya

tu hi keh de aasaman

jaye to jaye kaha

jal gaya bahar me 

mere dil ka aashiyana

jal gaya bahar me

Explore this song