Roman script

Jajabor xima biheen mon mur

Luitor dore boi jaam bohu duur

Badha di raakhibo kune muk

Kobaal xutor goti mur

Naksh-e-kadmon pe chalna

Bechaara khwaab hai

Seedhi sadkon pe rehna

Aadat kharaab hai

Duniya anjaan ye

Kora kaagaz dikhe

Paaon ke kalam se

Nayi raahein likhein

Apna toh ye hisaab hai

Jajabor ja ja…

Jajabor ja ja…

Khidkiyon se chai peete hue

Baarish ka lete mazaa

Par bheegne se darein

Hum woh nahin jo saahilon se

Toofaan ka nazaara karein

Na main aaina

Na koi aks hoon

Tum jo bhi ho

Jab main tum nahin

Tumhaari tarah phir kyun banoon

Jojobor xima biheen mon mur

Luitor dore boi jaam bohu duur

Badha di raakhibo kune muk

Kobaal xutor goti mur

Duniya anjaan ye

Kora kaagaz dikhe

Paaon ke kalam se

Nayi raahein likhein

Apna toh ye hisaab hai

Chhoda iraada

Rehne ka mehfooz

Hai naamanzoor tumhaare

Jeene ka kaayda

In daayron mein

In sarhadon mein

Hai kya faayda

Hai aasmaan

Armaan ka pataa

Raah gumshuda ho

Par kadam yun badhein

Ke manzil bhi kahe marhaba

Naksh-e-kadmon pe chalna

Bechaara khwaab hai

Seedhi sadkon pe rehna

Aadat kharaab hai

Duniya anjaan ye

Kora kaagaz dikhe

Paaon ke kalam se

Nayi raahein likhein

Apna toh ye hisaab hai

Jajabor Ja ja…

Jajabor Ja ja…

Explore this song