Roman script

are gale mil jhumo ki khushiyo ko chumo 
ki jindagi me aaye nasha sau rab di 
jay jay shiv shankar jhagada lagaao jamkar 
ki peene ka to aaye maja 
are gale mil jhumo ki khushiyo ko chumo 
ki jindagi me aaye nasha sau rab di 
yaad rahega birju tera sar mundwaana yaad rahega 
yaad rahega birju tera sar mundwaana yaad rahega 
sar mundwaake gadhe pe bithaake 
gaanv me ghumana yaad rahega 
yaad rahega birju tera sar mundwaana yaad rahega

Song details

singer: Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, Dilraj Kaur