Roman script

jai ho, jai ho, jai ho, jai ho, jai ho

aaja aaja jind shamiyaane ke tale 

aaja jaree waale nile aasmaan ke tale

jai ho, jai ho

aaja aaja jind shamiyaane ke tale 

aaja jaree waale nile aasmaan ke tale

jai ho, jai ho

jai ho, jai ho, jai ho, jai ho

ratti ratti sachchi maine jaan gavaayi hai

nach nach koyalo pe raat bitaayi hai

ankhiyo kee nind maine phunko se uda di

gin gin taare maine ungali jalaayi hai

eh aaja aaja jind shamiyaane ke tale 

aaja jaree waale nile aasmaan ke tale

jai ho, jai ho, jai ho, jai ho

chakh le, ho chakh le, yeh raat shehad hai

chakh le, rakh le

ha dil hai, dil aakhari had hai, rakh le 

kaala kaala kaajal tera, koyi kaala jaadu hai na

kaala kaala kaajal tera, koyi kaala jaadu hai na

aaja aaja jind shamiyaane ke tale 

aaja jaree waale nile aasmaan ke tale

jai ho, jai ho

jai ho, jai ho, jai ho, jai ho

kab se, ha kab se jo lab pe ruki hai

keh de, keh de, ha keh de abb aankh jhuki hai

keh de aisi aisi roshan aankhe, roshan dono hire hai kya

aaja aaja jind shamiyaane ke tale 

aaja jaree waale nile aasmaan ke tale

jai ho, jai ho, jai ho, jai ho

jai ho, jai ho, jai ho, jai ho

Explore this song