Roman script

jaha me koi pyar ka diwana ho gaya jaha

jine marne ka hosh hai fir use kaha

pyar koi khel nahi, pyar koi khel nahi

jaha me koi pyar ka diwana ho gaya jaha

jine marne ka hosh hai fir use kaha

pyar koi khel nahi, pyar koi khel nahi

aashiki wo rog hai ke lage jo ek bar

dil se fir ye jaye na kariye jatan hazar

tere labo par bhi pyare rona hai ye hasi nahi

jaha me koi pyar ka diwana ho gaya jaha

jine marne ka hosh hai fir use kaha

pyar koi khel nahi, pyar koi khel nahi

ishk me koi bhi ho majnu ya farhad

mit gaye shaho ke naam par ye jinda hai aaj

chahat me di jaan jisne wo kabhi marta nahi

jaha me koi pyar ka diwana ho gaya jaha

jine marne ka hosh hai fir use kaha

jaha me koi pyar ka diwana ho gaya jaha

jine marne ka hosh hai fir use kaha

pyar koi khel nahi, pyar koi khel nahi

Explore this song