Roman script

jaha pasina gire yaar ka

apna bahega khun waha

are jaha pasina gire yaar ka

apna bahega khun waha

hey zindagi pyari sahi yaar se pyari kaha

zindagi pyari sahi yaar se pyari kaha

jaha pasina gire yaar ka

apna bahega khun waha

hey zindagi pyari sahi yaar se pyari kaha

zindagi pyari sahi yaar se pyari kaha

la la lll la la

la la lll lll la la

hey hey pam pam

param pam pam

pe pe pe pe pe pe pe

patthar ko bhi pani kar de

uska naam rawani hai

ae khatro me jo tan ke chale

uska naam jawani hai

are patthar ko bhi pani kar de

uska naam rawani hai

are khatro me jo tan ke chale

uska naam jawani hai

kaam jo aaye yaaro ke

naam uska zindgani hai

ha zindagi pyari sahi yaar se pyari kaha

zindagi pyari sahi yaar se pyari kaha

la la lll la la

la la lll lll la la

hey hey pam pam

param pam pam

pp pp pp p

baago me pad gaye jhule

sakhi re sawan aaya

aaye huye dil ko chhule

sakhi re sawan aaya

baago me pad gaye jhule

sakhi re sawan aaya

aaye huye dil ko chhule, haye

aaye huye dil ko chhule

sakhi re sawan aaya

apne rab ka naam hai yaari

majhab apna yaari hai

hey rishta apna pyar ka rishta

har rishte par bhari hai

are apne rab ka naam hai yaari

majhab apna yaari hai

are rishta apna pyar ka rishta

har rishte par bhari hai

sath humare hi jayegi

aisi yaari humari hai

zindagi pyari sahi yaar se pyari kaha

zindagi pyari sahi yaar se pyari kaha

are jaha pasina gire yaar ka

apna bahega khun waha

are jaha pasina gire yaar ka

apna bahega khun waha

hey zindagi pyari sahi yaar se pyari kaha

zindagi pyari sahi yaar se pyari kaha

la la lll la la

la la lll lll la la

la la lll la la

la la lll lll la la

hey hey pam pam

param pam pam

pe pe pe pe pe pe pe

Explore this song