Roman script

jaha jaha khayal jata hai 

vaha vaha tumhi ko pata hai

jaha jaha khayal jata hai 

vaha vaha tumhi ko pata hai

ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe

ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe

jaha jaha khayal jata hai 

vaha vaha tumhi ko pata hai

julfe hai ke reshami ghataye hai

aak hai ke manchali sadaye hai

julfe hai ke reshami ghataye hai

aak haike manchali sadaye hai

hoth hai ke patiya aaj khile gulab ki

jism ki hade hai ya ke bastiya hai khwab ki

hoth hai ke patiya aaj khile gulab ki

jism ki hade hai ya ke bastiya hai khwab ki

jaha jaha khayal jata hai 

vaha vaha tumhi ko pata hai

jaha jaha khayal jata hai 

vaha vaha tumhi ko pata hai

ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe

ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe

jaha jaha khayal jata hai 

vaha vaha tumhi ko pata hai

mera har singar hai tere liye 

husan ki bahar hai tere liye

mera har singar hai tere liye 

husan ki bahar hai tere liye

teri har najar pe meri har ada nisar hai

tere hi liye ye meri dhadkano ka har hai

teri har najar pe meri har ada nisar hai

tere hi liye ye meri dhadkano ka har hai

jaha jaha khayal jata hai 

vaha vaha tumhi ko pata hai

jaha jaha khayal jata hai 

vaha vaha tumhi ko pata hai

ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe

ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe

ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe

ye kab hua ye kyun hua ye kya hua mujhe

Explore this song