Roman script

jaago sone walo suno meri kahani

jaago sone walo suno meri kahani

jaago sone walo suno meri kahani

kya amiri kya garibi bhulo baate purani

jaago sone walo suno meri kahani

tuta jo aaj dil ka wo saaz rone laga ek badnasib

hansne lage duniya ke log, koi hua barbaad

jaago sone walo suno meri kahani

jaago sone walo suno meri kahani

ye unch nich duniya ke bich aakhir ye kyun bolo koi

jo hai bhala wo kyun bura hum to na samajhe ye raaz

jaago sone walo suno meri kahani

jaago sone walo suno meri kahani

aapas ke gam baante jo hum phir na rahe aise sitam

kahne ko hum isaan hai insaaniyat kaha hai

jaago sone walo suno meri kahani

Explore this song