Roman script
jagmagaati hai aaj ki raat, lutero ki hai baraat sab ke dil me hai ek hi baat le jaayenge apne sath vo hero ka baadshah, baadshah kohinoor, kohinoor, kohinoor hai sabka imaan kohinoor, kohinoor, kohinoor hai hum sabki jaan jagmagaati hai aaj ki raat, lutero ki hai baraat sab ke dil me hai ek hi baat le jaayenge apne sath vo hero ka baadshah, baadshah kohinoor, kohinoor, kohinoor hai sabka imaan kohinoor, kohinoor, kohinoor hai hum sabki jaan haajiri tumhe mera salaam, le lo salaam jaam par chalo chhalkaaye jaam, chhalkaaye jaam jara ye raat dhalne do, nashe me yun machalne do hum bhi najara kuch dikhayenge aao khudko huzur kohinoor, kohinoor, kohinoor hai sabka imaan kohinoor, kohinoor, kohinoor hai hum sabki jaan husn ye humara bhi to kam nahi, kam nahi jo hum me hai heero me bhi to vo dam nahi ye baat hai sach hasino ki, ye shaan hai nagino ko pariya yahi to hai jami ki, jaha ka ye nur kohinoor, kohinoor, kohinoor hai sabka imaan kohinoor, kohinoor, kohinoor hai hum sabki jaan hiro se ye rishta purana hai, purana hai shauk ye bada hi kaatilana hai, kaatilana hai ye shauk ho ke rishta ho usi ka ek nasha sa ho fir jo bhi pana hai vo paayenge aaj hum jarur kohinoor, kohinoor, kohinoor hai sabka imaan kohinoor, kohinoor, kohinoor hai hum sabki jaan jagmagaati hai aaj ki raat, lutero ki hai baraat sab ke dil me hai ek hi baat le jaayenge apne sath vo hero ka baadshah, baadshah kohinoor, kohinoor, kohinoor hai sabka imaan kohinoor, kohinoor, kohinoor hai hum sabki jaan
Song details
- Singer: Vijeta Pandit
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Bali Brahmbhatt
- Singer: Munna Aziz
- Film / album: Return of Jewel Thief (1996)
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Mehboob
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Dharmendra
- Actor: Jackie Shroff
- Actor: Anu Agarwal
- Actor: Shilpa Shirodkar
- Actor: Sadashiv Amrapurkar
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Dev Anand
- Actor: Madhoo
- Actor: Ravi Baswani
Song video
singer: Vijeta Pandit, Alka Yagnik, Kumar Sanu, Bali Brahmbhatt, Munna Aziz
actor: Dharmendra, Dev Anand, Jackie Shroff
lyricist: Mehboob, Anand Bakshi