Roman script

jagi jagi si aankho me khwab tere lekar jage hay hay hay

jagi jagi si aankho me khwab tere lekar jage hay hay hay

jane kya kiya hai tumne yar tumse milke 

chain khoya dard paya hay hay hay 

jine ka aa hi gya hai maja yaar jabse mujhe tu mila 

cha gya hai ajab sa nasha meri ja 

jine ka aa hi gya hai maja yaar jabse mujhe tu mila 

cha gya hai ajab sa nasha meri ja 

jagi jagi si aankho me khwab tere lekar jage hay hay hay

ishk me aisi bhi halat ho jati hai pata nahi tha rabba khair ya 

dil se khud ki baat nahi ho pati hai pata nahi tha rabba khair ya 

mai roj karu shukrana tujh jaisa mila diwana 

teri bahe meri duniya tera dil mera thikana 

jane kya kiya hai tumne yar tumse milke 

chain khoya dard paya hay hay hay 

maine jo chaha hai hasil kiya tujhko khud me hi shamil kiya 

tera milna mukaddar mera meri ja 

maine jo chaha hai hasil kiya tujhko khud me hi shamil kiya 

tera milna mukaddar mera meri ja 

jagi jagi si aankho me khwab tere lekar jage hay hay hay

nind me bhi ye dhadkan gungnati hai 

pata nahi tha rabba khair ya 

har sans me mujhko yad teri tadpati hai 

pata nahi tha rabba khair ya 

mai bhi na janu kya hai ye pyar ka afsana 

mujhko to har halat me tha apni manjil pana 

jane kya kiya hai tumne yar tumse milke 

chain khoya dard paya hay hay hay 

jindagi se nahi hai gila mujhko tum jaisa hamdam mila

aur ab chahiye mujhko kya meri ja 

jindagi se nahi hai gila mujhko tum jaisa hamdam mila

aur ab chahiye mujhko kya meri ja 

jagi jagi si aankho me khwab tere lekar jage hay hay hay

jane kya kiya hai tumne yar tumse milke 

chain khoya dard paya hay hay hay 

jine ka aa hi gya hai maja yaar jabse mujhe tu mila 

cha gya hai ajab sa nasha meri ja 

jine ka aa hi gya hai maja yaar jabse mujhe tu mila 

cha gya hai ajab sa nasha meri ja

Explore this song