Roman script

jagah nahi, jagah nahi

kitni lambi chaudi duniya

kitni lambi chaudi duniya

phir bhi isme jagah nahi

housefull hai jagah nahi, jagah nahi

kitni lambi chaudi duniya

phir bhi isme jagah nahi

housefull hai jagah nahi, jagah nahi

train aur bus ka 

conductor kahta jagah nahi

conductor kahta jagah nahi

ha ha makan kya, kamre ki khatir

owner kahta jagah nahi

housefull hai jagah nahi, jagah nahi

ab to school aur college me bhi

teacher kahta jagah nahi

ha teacher kahta jagah nahi

bimaro ko hospital me

doctor kahta jagah nahi

housefull hai jagah nahi, jagah nahi

kitni lambi chaudi duniya

phir bhi isme jagah nahi

housefull hai jagah nahi, jagah nahi

hotel me jo ghus jaye to

waiter kahta jagah nahi

haye jel jana to bhi

jailor kahta jagah nahi

hum to narak chale jaye

par ishwar kahta jagah nahi

kitni lambi chaudi duniya

phir bhi isme jagah nahi

housefull hai jagah nahi, jagah nahi

o bade aadmi kahte sare

ab acche din aa gaye

hum to dhundh dhundh kar haare

kab acche din aa gaye

kitni lambi chaudi duniya, tarat t

kitni lambi chaudi duniya, tarat t

phir bhi isme jagah nahi

housefull hai jagah nahi

jagah nahi, jagah nahi

Explore this song