Roman script
ek pal jiske bin chain na aaye wo mann hi jab din rain nachaye cycle ke pahiye sa ghume ye chakkar jo khaaye jhume preet ka rasta tedha medha haaye jag mei na ishq se bada bakheda jag mei na ishq se bada bakheda aisa mere bhag ka lekha hathon me na teri rekha aisa mere bhag ka lekha hathon me na teri rekha arey dil fakeer ye thann liyo ek nayi lakeer ye maar liyo khud paar lagaaye aashiq bedaa haaye jag me naa ishq se bada bakheda jag me naa ishq se bada bakheda hmm mann ke hathon aisi thagi mai baaton mai teri aane lagi mai mann ke hathon aisi thagi mai baaton mai teri aane lagi mai tere naam ke phande daal diyo bune khwab jo tohpe vaar diyo baat zara si dard bhatera haaye jag me na ishq se bada bakheda jag me na ishq se bada bakheda
Song details
- Singer: Sukhwinder Singh
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: Toilet - Ek Prem Katha (2017)
- Composer: Vickey Prasad
- Lyricist: Siddharth Garima
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Atul Srivastava
- Actor: Ayesha Raza Mishra
- Actor: Bhumi Pednekar
- Actor: Divyendu Sharma
- Actor: Gunjan Malhotra
- Actor: Jaspal Sharma
- Actor: Rajesh Sharma
- Actor: Ratishankar Tripathi
- Actor: Sachin Khedekar
- Actor: Sana Khan
- Actor: Satyajeet Dubey
- Actor: Shubha Khote
- Actor: Sudhir Pandey
- Actor: Vijay Kumar Dogra
singer: Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan