Roman script

la la la la la

jadugare, teri jadugari

ae sanam, ae sanam, mera dil le gaye

tujhe dekh ke diwane hue ham 

jara baho me aa jao ai sanam

tum dil ki taraf aao do kadam

tumhe sine me chhupa le ai sanam

jadugari, tere jadugari

ae sanam, ae sanam, mera dil le gayi

tujhe dekh ke diwane hue ham 

jara baho me aa jao ae sanam

tum dil ki taraf ao do kadam 

tumhe sine se lga le ae sanam

dekh ke tumko hone laga hai dil diwana

chupke se aake tumko hai aata dil churana

teri adao ne kaisa yeh jadu kiya

pehlee najar me hi tujhko yeh dil de diya

ae sanam, ae sanam

tujhe dekh ke diwane huye ham 

jara bahon me aa jao ae sanam

tum dil kee taraf ao do kadam 

tumhe sine me chhupa le ae sanam

masti bhare kitne suhane hai pal

rangin fijao me khile hain kanwal

tumse yeh dil jab se diya hai badal

khwabo me kitne hi banaye mahel

yu dur jao na, mujhko tarsao na

tum pas aao na, yu bahekao na, ho jaye na koyi khata

ae sanam, ae sanam

tujhe dekh ke diwane huye ham

jara bahon me aa jao ae sanam

tum dil kee taraf ao do kadam 

tumhe sine me chhupa le ae sanam

jadugari, teri jadugari

ae sanam, ae sanam, mera dil le gayi

tujhe dekh ke diwane huye ham 

jara baho me aa jao ae sanam

tujhe dekh ke diwane huye ham 

jara baho me aa jao ae sanam 

hey hey hey hey, aa ha ha aa ha ha

la la la, la la la

Explore this song