Roman script

jadu hai nasha hai madhoshiya tujhko bhulake ab jaau kaha

shamma tujhko khinchti hai apni or

aaja parwane meri baaho me aa

kuchh bhi na samjhe, kuchh bhi na mane

dil kar raha hai kitne bahane

tumko dekhe tumko chahe

iss tarah se kabhi hamne kisi ko chaha kaha

jadu hai nasha hai madhoshiya tujhko bhulake ab jaau kaha

lo tham lo yeh lamho ke dhage

ham chal pade hai sapno se aage

rasta yeh hai kathin par is safar me 

kabhi na hongi koi ab duriya

jadu hai nasha hai madhoshiya tujhko bhulake ab jaau kaha

shamma tujhko khinchti hai apni or 

aaja parwane meri baaho me aa

lyrics typed by: pournima gujar

Explore this song