Roman script

kaisa jadu kiya dil bekabu kiya

sapno me dil liya aisa kya keh diya

har kali ki mahak rang kaliya dhanak

sab hain ujhpe fida ab na hona juda

jaan-e-janaa

main tumko sanson me basa ke palkon me

daricho se jhanku main jee bhar ke

main tumko sanson me basa ke palkon me

daricho se jhanku main jee bhar ke

aas ho tum meri ya ho mujhse juda

meri har ek nazar tumko degi sadaa

har kali ki mahak rang kaliya dhanak

sab hain ujhpe fida ab na hona juda

jaan-e-janaa

mere dil me kya hai batau main kaise

bitaaye hein kaise din gin gin ke

mere dil me kya hai batau main kaise

bitaaye hein kaise din gin gin ke

dhadkanon ki kasam tumse leke main ghum

pyaar tumse karu tumko apna kahu

har kali ki mahak rang kaliya dhanak

sab hain ujhpe fida ab na hona juda

jaan-e-janaa

kaisa jadu kiya dil bekabu kiya

sapno me dil liya aisa kya keh diya

har kali ki mahak rang kaliya dhanak

sab hain ujhpe fida ab na hona juda

jaan-e-janaa

Explore this song