Roman script

jabse dekha tumko mere dil ne kaha hoke tumse juda mujhko jeena nahi 

dil mein basalo to karaar aayega, dil me basalo to karaar aayega 

phir naa kisipe itna pyar aayega, phir naa kisipe itna pyar aayega

apna banalo to karaar aayega, apna banalo to karaar aayega

phir naa kisipe itna pyar aayega, phir naa kisipe itna pyar aayega

dil mein basalo to karaar aayega, apna banalo to karaar aayega

mera kajra tum ho, o mera kajra tum ho 

meri bindiya tum ho, o meri jaanewafa

meri dhadkan tum ho, o meri chaahat tum ho 

mere arma tum ho, o meri jaaneada 

aankho mein chhupalo to karaar aayega 

aankho mein chhupalo to karaar aayega

phir naa kisipe itna pyar aayega, phir naa kisipe itna pyar aayega

apna banalo to karaar aayega, dil me basalo to karaar aayega

meri sargam tum ho, o mera nagma tum ho

meri mahfil tum ho o meri jaaneada

meri aankhe tum ho, o meri nindiya tum ho 

meri raate tum ho, o meri jaanewafa

khwabo me basalo to karaar aayega

khwabo me basalo to karaar aayega

phir naa kisipe itna pyar aayega, phir naa kisipe itna pyar aayega

dil mein basalo to karaar aayega, dil me basalo to karaar aayega

phir naa kisipe itna pyar aayega, phir naa kisipe itna pyar aayega

apna banalo to karaar aayega, aankho me  chhupalo to karaar aayega

khwabo mein basalo to karaar aayega, dil mein basalo to karaar aayega

Explore this song