Roman script

jab ye jaan-e-hazeen vakfe aalaam huyi

jab ye jaan-e-hazeen vakfe aalaam huyi

wo saat kaise kaise badanam huyi

jab ye jaan-e-hazeen vakfe aalaam huyi

haye wo kaisa khab tha barso beet gaye

haye wo kaisa khab tha barso beet gaye

jab se aankhe khuli nind haram huyi

jab ye jaan-e-hazeen vakfe aalaam huyi

kaun pukarega yu tujhko dekh naa ja

kaun pukarega yu tujhko dekh naa ja

dil ki ek ek dhadkan tera naam huyi

jab ye jaan-e-hazeen vakfe aalaam huyi

teri khatir tera nam naa lete the

teri khatir tera nam naa lete the

lekin chup ki baat bahut badnam huyi

jab ye jaan-e-hazeen vakfe aalaam huyi

wo saat kaise kaise badanam huyi

jab ye jaan-e-hazeen vakfe aalaam huyi

Explore this song