Roman script

jab ye sitare 
chand se milke karte hai mujhko ishare
karte hai mujhko ishare 
tab ye najaare kahti hai milke
khwabo se palke sajaa le 
khwabo se palke sajaa le 
khushi meri haye chhupe na chhupaye
khushi meri haye chhupe na chhupaye
dil mera gane laga re 
jab ye sitare 
chand se milke karte hai mujhko ishare 
karte hai mujhko ishare
kahti hai mujhse hawa
kahti hai mujhse hawa
halke gahre rang sunhere
halke gahre rang sunhere
mere liye hai saare
jab ye sitare 
chand se milke karte hai mujhko ishare 
karte hai mujhko ishare
lahro si lahraye aankho me aashaye
lahro si lahraye aankho me aashaye
aage kya hai kya kya chhupa hai
aage kya hai kya kya chhupa hai
koi ye na jane, jab ye sitare 
chand se milke karte hai mujhko ishare 
karte hai mujhko ishare

Song details

Song video

Watch on YouTube