Roman script

jab tujhe maine dekha nahi tha, iss tarah maine socha nahi tha

jab tujhe maine dekha nahi tha, iss tarah maine socha nahi tha

koi bhi kuchh bhi aisa nahi tha, koi bhi tere jaisa nahi tha

jab tujhe maine dekha toh jaana khubsurat hai kitana jamaana 

khubsurat hai kitana jamaana

jab tujhe maine dekha nahi tha, iss tarah maine socha nahi tha

koi bhi kuchh bhi aisa nahi tha, koi bhi tere jaisa nahi tha

jab tujhe maine dekha toh jana khubsurat hai kitana jamaana 

khubsurat hai kitana jamaana

yeh hi shahar tha gulsita tha, yeh hi phul the yeh sama tha

yeh hi shahar tha gulsita tha, yeh hi phul the yeh sama tha

kayi baar gujra mai yaha se par mera dil naa jaane kaha tha

jab tujhe maine dekha toh jaana uff yeh mausam hai kitna suhaana 

uff yeh mausam hai kitna suhaana 

jindagi ki ya koyi paheli, han yeh rahe thi kitni akeli

jindagi ki ya koyi paheli, han yeh rahe thi kitni akeli

mai yu hi chali jaa rahi thi, dur manjil najar aa rahi thi

jab tujhe maine dekha toh jaana bas kahi abb nahi mujhko jaana

ha bas kahi abb nahi mujhako jaana

jab tujhe maine dekha nahi tha, iss tarah maine socha nahi tha

koi bhi kuchh bhi aisa nahi tha, koi bhi tere jaisa nahi tha

jab tujhe maine dekha toh jaana khubsurat hai kitna jamaana

ha khubsurat hai kitna jamaana, uff yeh mausam hai kitna suhaana

han bas kahi abb nahi mujhako jaana

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song