Roman script

jab thoda thoda haye 

jab thoda thoda aankho se kasur ho gaya

jab thoda thoda aankho se kasur ho gaya

dil pahlu se hamare badi dur ho gaya

dil pahlu se hamare badi dur ho gaya

aankho ka char ho jana ek ban gaya bahana

aankho ka char ho jana ek ban gaya bahana

sine se dil ko chura lo mai huya rawana

sine se dil ko chura lo mai huya rawana

piye bina ye sharabi piye bina ye sharabi

piye bina ye sharabi makhnur ho gaya

piye bina ye sharabi makhnur ho gaya

jab thoda thoda aankho se kasur ho gaya

rato ko nind na aaye ye pyar ki saja hai

rato ko nind na aaye ye pyar ki saja hai

mere hujur jalne me lekin bada maja hai

mere hujur jalne me lekin bada maja hai

parwana dekho haye parwana dekho haye

parawana dekho kaise mashur ho gaya

parawana dekho kaise mashur ho gaya

jab thoda thoda aankho se kasur ho gaya

ye jante jo pahle se aankhe na hum milate

ye jante jo pahle se aankhe na hum milate

dil ke is riste ko duniya se hum chhupate

dil ke is riste ko duniya se hum chhupate

ishq feeka hi tha haye ishq feeka hi tha haay 

ek ladu haye ek ladu choor ho gaya

jab thoda thoda aankho se kasur ho gaya

dil pahlu se hamare badi dur ho gaya

Explore this song