Roman script

jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadakta rahega 

jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadakta rahega 

tere jane ke bad teri ayegi yad aur 

yado mein ye dil tadapta rahega 

jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadakta rahega 

jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadakta rahega 

jab diya humne dil jab kiya tumse pyar 

is mulakat ka dil ko tha intezar 

jab diya humne dil jab kiya tumse pyar 

is mulakat ka dil ko tha intezar 

aaj tum mil gaye ab kyun ahen bhare

aao aao sanam dil ki bate kare 

jab tak tum kuch na kahoge ye dil bhi tarasta rahega 

tere jane ke bad teri ayegi yad aur

yado mein ye dil tadapta rahega

jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadkta rahega

din gujar jane do sham dhal jane do 

jao na tum kahi raat bhi ane do

din gujar jane do sham dhal jane do 

jao na tum kahi raat bhi ane do

apne pehlu mein tum humko so jane do 

pyar ki inteha aaj ho jane do 

jab tak tum pyar na karoge ye dil bhi machalta rahega

jab tak tum samne rahoge ye dil bhi dhadkta rahega

Explore this song