Roman script

jab tak sansa hai main gaaunga
sunaaunga geet ganga ka 
jab tak sans hai main gaaunga 
sunaunga geet ganga ka 
main gaaunga sunaaunga geet ganga ka 
geet ganga ka jab tak sans hai main gaaunga
sunauga geet ganga ka 
ganga tu jivan deti hai 
patjhad ko sawan deti hai 
ganga tu jivan deti hai 
patjhad ko sawan deti hai 
paap sabhi ke chhupaye 
pavan sabhi ko banaye
jab tak sansa hai main gaaunga
sunaaunga geet ganga ka 
jab tak sansa hai main gaaunga
sunaaunga geet ganga ka 
jab bhi ganga kasam jisne khai 
ho gayi sath uske sachchai
jab bhi ganga kasam jisne khai 
ho gayi sath uske sachchai
faisle karna hai kasam tera 
hai adalat badi naam tera 
jab tak sansa hai main gaaunga
sunaaunga geet ganga ka 
jab tak sansa hai main gaaunga
sunaaunga geet ganga ka 
maiya shakti nahi hai koi aisi
ek nari hai bas tere jaisi 
o maiya shakti nahi hai koi aisi
ek nari hai bas tere jaisi 
dekh dono ki jivan kahani 
usme aansu bhare tujhme pani 
jab tak sansa hai main gaaunga
sunaaunga geet ganga ka 
jab tak sansa hai main gaaunga
sunaaunga geet ganga ka

Song details

Song video

Watch on YouTube