Roman script
Jab tak teri aanch mein Boond boond main jal na loon Jab tak tere saath mein Chaand tak main chal na loon Haan mere paas tum raho Jaane ki baat na karo Mere saath tum raho Jaane ki baat na karo O… Jab tak teri aanch mein Boond boond main jal na loon Jab tak tere saath mein Chaand tak main chal na loon Haan mere paas tum raho Jaane ki baat na karo Mere saath tum raho Jaane ki baat na karo Wo.. ae.. Tujhpe saje khoobsurat lage Aisa kya doon tujhe Aisa kya doon tujhe Mmm.. hathon ki ye lakeerein sabhi Pehna doon tujhe Pehna doon tujhe Jab tak meri aankhein Tera chehra pee na lein Jab tak teri dhun mein Hum mar na lein, jee na lein Haan mere paas tum raho Jaane ki baat na karo Mere saath tum raho Jaane ki baat na karo (x2)
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Film / album: M.S. Dhoni: The Untold Story
- Composer: Amaal Mallik
- Lyricist: Manoj Muntashir
language: Hindi