Roman script

oho jab tak pyar nahi hota oho jab tak pyar nahi hota 

tab tak pyar karoge accha ji ye to bolo mujhe 

tum kab tak pyar karoge tum kab tak pyar karoge 

ye to nahi mai keh sakta kyun mai kab tak pyaar karunga accha

ha jab tak tum raho pyar ke kabil 

tab tak pyaar karunga mai tab tak pyaar karunga

jab tak pyar nahi hota tab tak pyar karoge 

accha ji ye to bolo mujhe tum kab tak pyar karoge 

jab tak hai ye nain gulabi oho 

jab tak hai ye nain gulabi 

jab tak hai ye chaal sharabi han ha 

jab tak hai ye chehra kitabi 

ye kehne me kya kharabi 

mai tab tak pyaar karunga 

jab tak tum ho pyar ke kabil 

tab tak pyaar karunga mai 

tab tak pyaar karunga

dekho chhodo meri baiyaan haan 

dekho chhodo meri baiyan hat dekho chhodo meri baiyan 

tum kitne khudgarz ho saiyan 

pyar tumhara dhoop aur chaiyaan 

tum to mujse bas apne matlab tak pyar karoge 

accha ji ye to bolo mujhe tum kab tak pyar karoge 

tum kab tak pyar karoge 

tumne bura kyu maan liya hai maine tumhe pehchaan liya 

tumne bura kyu maan liya hai maine tumhe pehchaan liya 

kya ye tumne jaan liya jab tak pyaar hai duniya me 

mai tab tak pyar karunga jab tak pyaar hai duniya me 

mai tab tak pyar karunga jab tak pyaar hai duniya me 

mai tab tak pyar karungi mai tab tak pyar karunga

Explore this song