Roman script

jab tak suraj chandar gagan mein 

aur ganga mein pani

tab tak rahegi is dharti par 

raam ki amar kahani

badi pavan siri raam ki kahani hai 

badi pavan siri raam ki kahani hai 

ye kahani badi hi suhani hai 

ye kahani badi hi suhani hai 

badi pavan siri raam ki kahani hai 

badha charo duishao mein jab atyachar 

badha dharti par pap pada jag mein santap

sunke sabki pukar jage jag ke aadhar

jage jag ke aadhar

liya sansar mein aake parbhu ne avtar

unki maya kisi ne na jani hai 

badi pavan siri raam ki kahani hai 

shiv ke dhanuva ko tod mata sita se jod

janki pat kahlaye siri raam 

aaye pashuraam rishiraaj lekar apni kathin kuthar

tute shiv dhanuva ko nihar huye krodhit barmbar

ve the chhatve avtar jaise agni saukar

raam parbhu ka ravbhav jaise pani hai

badi pavan siri raam ki kahani hai

Explore this song