Roman script

jab shamma jali mahfil mein parvano ne pukara 

jabab nahi tumhara aur class nahi hamara 

main shamma hun akeli mere lakho hai parvane 

teiyar sabhi baithe hai jalne ke liye diwane 

samjhaye koi kya inko dil inka hai aawara 

jabab nahi tumhara aur class nahi hamara 

ulfat ne jo li angdaai aawaj tumhari aai 

tadpati thi tanhai tum aaye najar sharmai 

tum koun ho kaise punchhe hamko to haya ne mara 

jabab nahi tumhara aur class nahi hamara 

sine mein shola fadke dil jor jor se dhadke 

ye pyar hai aisa jadu bole jo sar par chathke 

rukati hi nahi roke se ye pyaar ki bahati dhara 

jabab nahi tumhara aur class nahi hamara 

jab shamma jali mahfil mein parvano ne pukara 

jabab nahi tumhara aur class nahi hamara

Explore this song