Roman script

jab se uljhe nainwa lut gaya man ka chainwa

jab se uljhe nainwa lut gaya man ka chainwa

katu me to sajan tujh bin tare gin gin rainwa

hoye jab se uljhe nainwa

meri chal najakat wali rang gora zulfe kali

meri chal najakat wali rang gora zulfe kali

kamsin me umariya bali anjan bholi bhali

kansin me umariya bhali anjan bholi bhali

janu kya me samjhu kya me pyar ke mithe 

bainwa jab se uljhe nainwa 

tar chid gaye tar chid gaye sajan man bina ke

din me rat me bat bat me man humar yu bole

din me rat me bat bat me man humar yu bole

tum ho hamare hum hai tumahare

tum ho hamare hum hai tumahare

dole bole aaj dil humara

dole bole aaj dil humara jane kaisa jadu kar gaye

tore julmi nainwa jane kaisa jadu kar gaye

tore julmi nainwa jab se uljhe nainwa lutgaya 

man ka chainwa hoye jab se uljhe nainwa

Explore this song