Roman script
jab se tujhe piya hotho se chhu liya ho jab se tujhe piya hotho se chhu liya jagi ye pyas kya dil ye dhak dhak dhak kyu kare sajna tu bata ye mujhe kya huya pehle kabhi kahi aisa huya nahi pehle kabhi kahi aisa huya nahi mujhko pata nahi dil ye dhak dhak dhak kyu kare dil ko ye kya huya mai nahi janta jab se tujhe piya hotho se chhu liya chain luta nind udi raho me hu pyasi khadi jalke mar gayi lut gayi mit gayi kya hal mera huya chhede mujhe ghadi ghadi kahe mere pichhe padi tauba duhai tu hai parai tujhpe hai kya hak mera rog ye hai bura ab tera hoga kya jab se tujhe piya hotho se chhu liya jagi ye pyas kya dil ye dhak dhak dhak kyu kare sajna tu bata ye mujhe kya huya pehle kabhi kahi aisa huya nahi kaisa mila dard nahi jane mera pyar me had se mai to gujar gayi uspe asar na huya tane mujhe yu na suna josh mujhe yu na dila aag udhar ki idhar lagi to phir soch le hoga kya jo kabhi na huya aaj wo ho gaya jab se tujhe piya hotho se chhu liya jagi ye pyas kya dil ye dhak dhak dhak kyu kare sajna tu bata ye mujhe kya huya pehle kabhi kahi aisa huya nahi mujhko pata nahi dil ye dhak dhak dhak kyu kare dil ko ye kya huya mai nahi janta
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Mohammed Aziz
- Film / album: Param Dharam (1987)
- Composer: Bappi Lahiri
- Lyricist: Anjaan
- Actor: Mithun Chakraborty
- Actor: Mandakini
- Actor: Moushmi Chatterjee
- Actor: Divya Rana
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Sumeet Sehgal
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Sridevi
- Actor: Viju Khote
- Actor: Prema Narayan
- Actor: Naveen Nischol
- Actor: Satish Shah
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Sudhir Dalvi
Song video
singer: Asha Bhosle, Mohammed Aziz