Roman script

jab se mohe nand nandan dristi padyo maai

tab se parlok lok kachu na suhaai

puran ki chanderkala shish mukut sohe

puran ki chanderkala shish mukut sohe

kesar ko tilak bhaad teen lok mohe

kundal ki alak jhalak kapolo na parchhai

man meen sarwar saji makar milan aai

jab se mohe nand nandan dristi padyo maai

jab se mohe nand nandan dristi padyo maai

adhar bimb arun nain, madhur mand aati

adhar bimb arun nain, madhur mand aati

vasan banat ??

shudr ghant kin kini

anokh dhun suhaai

girdhar ke ang ang

meera baljaai

jab se mohe nand nandan dristi padyo maai

tab se parlok lok kachu na suhaai

jab se mohe nand nandan dristi padyo maai

Explore this song