Roman script

jab tak jita rahu, yuhi pita rahu

sathi aur pila, are botal muh se laga

lab pe pyas jagi, dil me aag lagi

lab pe pyas jagi, dil me aag lagi

ek ghunt me hi, khali jam ho gaya

jab se mai jara sa, badnam ho gaya

jab se mai jara sa, badnam ho gaya

ram kasam mera, bada nam ho gaya

ram kasam mera, bada nam ho gaya

jab se mai jara sa, badnam ho gaya

ram kasam mera, bada nam ho gaya

ram kasam mera, bada nam ho gaya

mera bada naam ho gaya, mera re bada naam ho gaya

mai mahalo me raha, mai galiyo me raha

mai mahalo me raha, mai galiyo me raha

dekhe jel sabhi, jite khel sabhi

par dil haar diya, maine pyar kiya 

oye hoy hoy hoy

hona tha ye mera

hona tha ye mera, anjam ho gaya

ram kasam mera, bada nam ho gaya

ram kasam mera, bada nam ho gaya

mera bada naam ho gaya, mera re bada naam ho gaya

wo ek shokh gajal wo madmast kaval

wo ek shokh gajal wo madmast kaval

wo savan ki ghata wo parvat ki hava

usko dekh liya vada ek kiya

oye hoy hoy hoy

aaj se mai tera

aaj se mai tera gulam ho gaya

ram kasam mera bada nam ho gaya

ram kasam mera bada nam ho gaya

mera bada naam ho gaya, mera re bada naam ho gaya

banjaro ki tarah, aawaro ki tarah

banjaro ki tarah, aawaro ki tarah

aaye nind jahan, soja yar waha

kal ki kisko khabar, kal kuch bhi ho magar

aaj rat ka toh 

aaj rat ka toh, intjam ho gaya

ram kasam mera, bada nam ho gaya

ram kasam mera, bada nam ho gaya

jab se mai jara sa, badnam ho gaya

jab se mai jara sa, badnam ho gaya

ram kasam mera, bada nam ho gaya

ram kasam mera, bada nam ho gaya

mera bada naam ho gaya, mera re bada naam ho gaya

Explore this song