Roman script

ja saath aa gaye ho jab saath aa gaye ho

ab saath saath chalna

kismat ki tarah tum bhi humse na rukh badalna

jab saath aa gaye ho

duniya me kahi koi aisa nahi

duniya me kahi koi aisa nahi 

koi gam jise mila nahi

gam lahko sahi zindagi hai hasi

jivan hai jalke bujhna phir bujhke yuhi jalna

jab saath aa gaye ho ab saath saath chalna

kismat ki tarah tum bhi humse na rukh badalna

jab saath aa gaye ho

jo hua so hua use bhul bhi ja

jo hua so hua use bhul bhi ja 

aisi yaado ka hai nahi koi sila

nayi raaho me aa naye khwab saja

yaado ke dayaro se ek din to hai nikalna

jab saath aa gaye ho ab saath saath chalna

kismat ki tarah tum bhi humse na rukh badalna

jab saath aa gaye ho

kabhi pucho jara mujhe ye kaya hua

kabhi pucho jara mujhe ye kaya hua

ye hua jo hua hai tumhari dua

dard diya hai to tum hi de do dua

pathar bano na aisa jane na jo pighalna

jab saath aa gaye ho ab saath saath chalna

kismat ki tarah tum bhi humse na rukh badalna

jab saath aa gaye ho

Explore this song