Roman script

jab raat ki tanhai dil ban ke dhadkati hai 

yaado ke dariche mein chilman si sarakti hai 

yu pyar nahi chhupta palko ke jhukane se 

aankho ke lifafo mein tahrire chamakti hai 

shohrat ki bulandi bhi pal bhar ka tamasha hai 

jis daal pe baithe ho wo tut bhi sakti hai

lahu van me chingari koi rakh jaye

yu yaad teri shab bhar sine me sulagti hai

jab raat ki tanhai dil ban ke dhadkati hai 

yaado ke dariche mein chilman si sarakti hai 

wo kaise log the ya rab jinhone pa liya tujhko

hume to ho gaya dushwar ek insaan ka milna

jab raat ki tanhai dil ban ke dhadkati hai 

yaado ke dariche mein chilman si sarakti hai

Explore this song