Roman script

jab naam e mohabbat le ke kisi naada ne daaman failaya

pehlu me ajab saa dard utha palko pe aasu dhar aaya

dil baithe baithe bhar aaya kya kahiye hame kya yaad aaya

kya kahiye hame kya yaad aaya

aji chhodo ye tarana hai purana, ulfat hai diwaano ka fasana 

jeelo jeelo ye hai jine ka zamana, pyar aisa kaho ke wafa 

kaise kaise 

yaad aai kisiki mehki hui saso ki hawa halki halki

wo sham ko rango ke baadal chunri wo meri dhalki dhalki

ik baat ne kitna tadpaya kya kahiye hame kya yaad aaya

kya kahiye hame kya yaad aaya 

aji chhodo ye tarana hai purana, ulfat hai diwaano ka fasana 

jeelo jeelo ye hai jine ka zamana, pyar aisa kaho ke wafa

chhodo chhodo chhodo chhodo chhodo chhod o

aji chhodo ye tarana hai purana, ulfat hai diwaano ka fasana 

jeelo jeelo ye hai jine ka zamana, pyar aisa kaho ke wafa

duniya se naa rakh umide wafa jab yuhi kisi ne samjhaya

kuch aur badhi seene ki jalan kuch aur badha gum ka saaya

reh rehkar hame rona aaya kya kahiye hame kya yaad aaya

kya kahiye hame kya yaad aaya

Explore this song