Roman script

jab ladki siti bajaye aur ladka chhat par aaye

jab ladki siti bajaye aur ladka chhat par aaye

taka jhanki dono me ho jaye toh samajho

mamla gadbad hai, mamla gadbad hai

jab ladka kanta chubhaye phir bhi ladki muskaye

jab ladka kanta chubhaye phir bhi ladki muskaye

gudgudi dono ko ho jaye toh samajho

mamla gadbad hai, mamla gadbad hai

aangan se galiya me galiya se bagiya me

jab dono milane lage ho

bin karan bin bole aahat ke sunte hi

jab dono khilne lage

jab ladka aankhe dale aur ladki aanchal sambhale

jab ladka aankhe dale aur ladki aanchal sambhale

dekha dekhi dono me ho jaye toh samajho

mamla gadbad hai, mamla gadbad hai

apno se bhage jab bistar pe jage jab

takiye se lipate rahe

aane me takaraye janey me takaraye dono hi simate rahe

jab ladki chudi khanakaye aur ladka kamare me aaye

jab ladki chudi khanakaye aur ladka kamare me aaye

chheda chhedi dono me ho jaye toh samajho

mamla gadbad hai, mamla gadbad hai

jab ladki siti bajaye aur ladka chhat par aaye

taka jhanki dono me ho jaye to samajho

mamla gadbad hai, mamla gadbad hai

Explore this song