Roman script

jab koi baat bigad jaye

jab koi mushkil pad jaye 

tum dena sath mera o humnawa

na koi hai na koi tha 

zindagi mein tumhare siwa 

tum dena sath mera o humnawa

ho chandni jab tak raat deta hai har koi sath 

tum magar andhero mein na chhodna mera hath 

wafadari ki wo rasme nibhayenge hum tum kasme 

ek bhi saans jindgi ki jab tak apne bas mein 

Explore this song