Roman script

jab kabhi meri yaad sataye to

jab kabhi har baat rulaye to

chali aana, chali aana

sare gham mujhse baantne

jab kabhi meri yaad sataye to

meri yaad sataye to

ye faasle, ye duriya

ye rat jage kyu tere bina

ye faasle, ye duriya

ye rat jage kyu tere bina

tere bina, tere bina

nind bhi jab ruth jaye to

khaab bhi jab bhul jaye to

chali aana, chali aana

sare gham mujhse baantne

jab kabhi meri yaad sataye to

raste khule, manzil kahan

hum ajnabi hai ya raazdar

raste khule, manzil kahan

hum ajnabi hai ya raazdar

zindagi tumko sataye to

aankh bhi jab sukh jaye to

chale aana, chale aana

sare gham mujhse baantne

jab kabhi meri yaad sataye to

meri yaad sataye to

meri yaad sataye to

Explore this song