Roman script

jab jeena hai to pyaar kro

aankhon se aankhe char kro 

jab jeena hai ....

jo dil mange use dil de do 

jo jaa mange use jaa de so 

jo dil mange use dil de do 

jo jaa mange use jaa de so 

mohabbat ka ikrar kro 

aankhon se aankhe char kro 

jab jeena hai ....

kuch mza nhi hai pyaar bina 

kya jeena hai dildar bina 

kuch mza nhi hai pyaar bina 

kya jeena hai dildar bina 

mohabbat ka ikrar kro 

aankhon se aankhe char kro 

jab jeena hai ....

jab jeena hai to pyaar kro

do din ka basera hai duniya 

do din ka sawera hai duniya 

do din ka basera hai duniya 

do din ka sawera hai duniya 

na pyaar kro sau bar kro 

aankhon se aankhe char kro 

jab jeena hai ....

jab jeena hai to pyaar kro

Explore this song