Roman script

jab jab hota nash dharam ka or paap badh jata hai 

tab lete avtar parbhu yehe vishv shanti pata hai 

jab jab hota nash dharam ka or paap badh jata hai 

tab lete avtar parbhu yehe vishv shanti pata hai 

jab kansh ke atyaachaaro se bhumandal se badh gaye 

jab vipra sang tyaagi vairaagi ka paapi mahaakaal hua 

jab prakruti ke har aansu par tukade tukade paatal hua 

tab garbh se sati devki ke us pal me aathwa laal hua 

phir vasudev neej laal ko mathura se gokul le jaate hai 

phir vasudev neej laal ko mathura se gokul le jaate hai 

awtaar baaal me jhule sansaar beriya gaata hai  

jab jab hota nash dharam ka or paap badh jata hai 

tab lete avtar parbhu yehe vishv shanti pata hai 

jab mitti khaate kanhaa kunwar ko delkha yshoda maiyya ne 

muh kholkar saara vishw dikhaaya 

maiyya ko krishan kanhaiyya ne 

kahi matki phodi maakhan mohan maakhan chor bane 

kahi matki phodi maakhan mohan maakhan chor bane 

kahi yamuna tat par cheer gopiyo ke har kar badjor bane 

kahi maut bakaasur ki aati sanyaayi maara jaata hai 

aur kaal naag garg galan pe shyam shyam kahta hai 

jab jab hota nash dharam ka or paap badh jata hai 

tab lete avtar parbhu yehe vishv shanti pata hai 

tha prabhu ne brij ki raksha ke hit dava nal ka paan kiya 

mathura gokul vrindavan ka nij charno se uddhar kiya 

jab yagya ruka tha indradev ka krodh kiya yasuraari ne 

jab yagya ruka tha indradev ka krodh kiya yasuraari ne 

tab ungli par parwat roka hanskar govardhan dhaari ne 

kaandhe pe kamal haath basuriya 

mor mukut man bhaata hai 

gopal ?? piya piya 

jab raas rachakar raas rachaiya murli madhur bajaata hai

nar me naari, naari me nar yah bhed hame samjhaata hai 

thi idhar raas me banshi bajati udhar sudarshan chalta tha

phir ek baldhaari yoddha marta tha 

jab ghada paap ka bhara to dekha mathura ke nar naari ne 

phir vidhans kansh ka kiya devaki nandan krishan muraari ne 

phir naache tha prithwi ka kan kan gagan pushp barsaata hai 

jo katha bhagwat ki sunta hai bhavsaagar se tar jaata hai 

jab jab hota nash dharam ka or paap badh jata hai 

tab lete avtar parbhu yehe vishv shanti pata hai

Explore this song