Roman script

jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye

mujhe tum yaad aayi mujhe tum yaad aaye

jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

apna koi taraana maine nahi banaya

apna koi taraana maine nahi banaya

tumne mere labo pe har ek sur sajaya

o jab jab mere tarane duniya ne gungunaye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

ek pyar aur wafa ki tasvir manta hu

ek pyar aur wafa ki tasvir manta hu

tasvir kya tumhe taqdeer manta hu

o dekhi najar ne khushiya ya dekhe gam ke saye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

apna koi taraana maine nahi banaya

apna koi taraana maine nahi banaya

tumne mere labo pe har ek sur sajaya

o jab jab mere tarane duniya ne gungunaye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

apna koi taraana maine nahi banaya

apna koi taraana maine nahi banaya

tumne mere labo pe har ek sur sajaya

o jab jab mere tarane duniya ne gungunaye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

ek pyar aur wafa ki tasvir manta hu

ek pyar aur wafa ki tasvir manta hu

tasvir kya tumhe taqdeer manta hu

o dekhi najar ne khushiya ya dekhe gam ke saye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

mumkin hai jindgani kar jaye bewfayi

mumkin hai jindgani kar jaye bewfayi

lekin ye pyar vo hai jisme nahi judayi

is pyar ke fasane jab jab jubaa pe aaye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye

mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye

Explore this song