Roman script

jab husn ka jadu sar pe chad ke bolta hai

to janab ache acho ka dil dolta hai

chaku ki dhar hai meri jawani tirchi katar hai meri jawani

bhigi nigaho wale aisa na soch lena

sasta shikar hai meri jawani sasta shikar hai meri jawani

jab husn ka jadu sar pe chad ke bolta hai

jab husn ka jadu sar pe chad ke bolta hai

to janab ache acho ka dil dolta hai

jab husn ka jadu sar pe chad ke bolta hai

nagan ko nind se na jagana are maut hasi sahi na bulana

ha mauj ho do ghadi ki nasha ho char din ka

hoth aise jam se na lagana hoth aise jam se na lagana

jab husn ka jadu sar pe chad ke bolta hai

jab husn ka jadu sar pe chad ke bolta hai

to janab ache acho ka dil dolta hai

jab husn ka jadu sar pe chad ke bolta hai

pani ki lahar hu are diwane samjhe se to jahar hu are diwane

dil ka karar lele mere gale me aaya

kitno ka shahar hu are diwane kitno ka shahar hu are diwane

jab husn ka jadu sar pe chad ke bolta hai

jab husn ka jadu sar pe chad ke bolta hai

to janab ache acho ka dil dolta hai

jab husn ka jadu sar pe chad ke bolta hai

Explore this song