Roman script

jab hum chote hote the socha thi ki yeh aisa hoga

yeh zamaana kyon aisaa hai, meri jaan

ab hum bade ho gaye dekha hai ki yeh aisaa hai 

yeh zamaana kyon aisaa hai, meri jaan

raste hain wohi, hai to pyaar ki kami

main jo dhoondta hoon mile kahan

yeh kal to ek bahaana, zamaana

sab ko kuch na kuch kar ke dikhana

gulshanon ki kami hai, kami hai

zindagi kaaton se bani hai nafratein bhi hain yahin

aur pyaar ki kami raahi dhoonde kya tu ab yahan

badley mausam badley hum jaane ab anjaane ho gaye

jaan kar hum ho gaye anjaan josh zyaada hosh kam

hairaan hain pareshaan hai sab

qayamat nahin to yeh kya hai, meri jaan

yeh zamin yeh aasmaan phir milenge do jahaan

banega phir se nayaa aashiyaan imtihaan ki ghadi hai, saji hai

jaise yeh din raat se judi hai jisne jaana usi ne pehchaana

sadaa yeh dil ki usi ne suni hai raaste khule vahin

hai nayi ye zindagi raahi chal diya hai tu ab kahaan

Explore this song