Roman script

jab gori ne 

jab gori ne giraya ghunghta, o jaane mujhe kya ho gaya

pehle dil phir chain phir nindiya 

pehle dil phir chain phir nindiya, sab kuch mera kho gaya 

jab saiya ne 

jab saiya ne uthaya ghunghta, o jaane mujhe kya ho gaya 

o jaane mujhe kya ho gaya

ho main to samjhi khel khel me jaan gayi

baat teri bemaan main kaise maan gayi 

main to samjhi khel khel me jaan gayi

baat teri bemaan main kaise maan gayi 

mera bhi yahi haal ho gaya, o dekho ye kamal ho gaya 

na main ye jaani na tu ye jana 

na main ye jaani na tu ye jana, ye aavara dil ho gaya 

jab gori ne 

jab gori ne giraya ghunghta, o jaane mujhe kya ho gaya

jab saiya ne uthaya ghunghta, o jaane mujhe kya ho gaya 

o jaane mujhe kya ho gaya 

karna intzar main jaldi aaunga, tham ke tera hath sath le jaaunga 

ye kaisi jora jori hain ji, ye pyar hain ki chori hain ji 

main teri lahraati julfo ke 

main teri lahraati julfo ke, saaye tale so gaya  

jab saiya ne 

jab saiya ne uthaya ghunghta, o jaane mujhe kya ho gaya 

jab gori ne giraya ghunghta, o jaane mujhe kya ho gaya 

pehle dil phir chain phir nindiya 

pehle dil phir chain phir nindiya, sab kuch mera kho gaya

Explore this song